|
|
Kaun sa gham hai jo yeh haal bana rakha hai
na to makeup hai, na baalon ko sajaa rakha hai
aur khama-kha cherti rehti hai yeh rukhsaaron ko
Tum ne zulfon ko bohut sar pe chara rakha hai |
|
|
|
|
Tumko dekha to yeh khyaal aaya
Tumko dekha to yeh khyaal aaya
Ki Paaglo ke stock mein Naya Maal Aaya |
|
|
|
|
Jis mehfil mein hum khade ho jaaye
waha Haritik bhi jhukta hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kya mooh dukhta hai |
|
|
|
|
Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,
gamm ke saagar me is kadar kho gayi hai,
tum kar do ek SMS yeh guzarish hai meri,
tumari SMS ki adat si ho gayi hai. |
|
|
|
|
Mandir mein jaap karta hoon,
Masjid mein adaab karta hoon,
Insaan se kahin bhagwan na ban jaun
isliye roz tujhko SMS karke paap karta hoon |
|
|
|
|
TUSI bade hi gr8 ho,
RASGULLE ki pl8 ho,
PEPSI ka cr8 ho,
ANDE ka oml8 ho,
SMS KARNE ME bare le8 ho,
JALEBI ki tarah stra8 ho,
KHER jo bhi ho mere fevr8 ho...! |
|
|
|
|
Aik Pathan ney aik American se kaha k ham ne aik aisi cheez ijad ki hai jis k Zariay Deewar ke dosry taraf Dekha ja sakta hai.
American hiran hokar bola Wo kia cheez hai
Pathan ne kaha SORAAKH |
|
|